Jaisa Mera Maula Waisa Koi Nahi - ZIARAT AND Noha Lyrics

Jaisa Mera Maula Waisa Koi Nahi

Ya Ali ya Ali ya Ali ya Ali ya Ali  ya Ali
Maula Maula Maula ya Ali Maula Ali

Ya Shahe Auliya Waris e Mustafa ya Ali Murtaza ya Ali Ailiya
Ya Ali ya Ali ya Ali ya Ali Ali Ali Ali Ali Ali
Ali Ali Ali Ali Ali Ali
Ali Ali Ali Ali Ali

Koi Nahi Ali Jiya Koi Nahi Jaisa Mera Maula Waisa Koi Nahi
Saqi e kosar shafi e mehshar koi nahi hai tere baraber

13 rajab ko ab bhi kaaba hans ker kehta hai
Mai wo sadaf hoon arsh ka gohar jis mai rehta hai
Mera qibla mera kaaba mera malik mera aaqa

Dar per apne taara bulaya sooraj paltaya
Faaqe kerk rizq jahan ko usne pohanchaya
Parh ker yeh Haider ka qasida kehti hai khud Fatima zehra

Gham mai nabi ne yeh farmaya Haider Haider ker
Ban jaa momin parh le qalma Haider Haider ker
Jo bhi kerle qabar se bahir hoga teri qabar ke ander
Haider Haider Ali Haider Haider Ali Haider Haider Ali

Pani aap darakht noon lake kehta si tayar
Ishq Ali di meesam keeti fir jari guftar
Jinni wari khanjar chalya,unni wari meesam dasya

Qaid nahi hai is mai koi shiya sunni ki
Wajib hai her ik pe mohabbat mere bhai ki
Man ke sub ye qol peghamber dil se pukaro Haider Haider

Azal se ik hee manzar hai meri ankhon mai
Mai khane kaaba kisi taraf dekhun
Tu khud bhi ishq ki majburiyan samajhta hai
Najaf se ankh hathe to teri taraf dekhoon
Shah e wilayat,shams e imamat qasim jannat qun ki haqiqat

Shams bhitai sachal bahu khuwaja ajmeri
Maula tere naam ki maala japhat te hain sub hee
Karke dhamale wajd mai aker kehta hai yeh lal qalander
Dama dam mast qalander hussaini lal qalander Ali da pehla number

Aflaq se layi jati hai seeno mai chupai jati hai
Tauheed ki me sagir se nahi ankhon se pilai jati hai
Saqiya saqiya saqiya aur pila saqiya saqiya saqiya aur pila

Har soorwan hawai khumar e tarb hai aaj
Bab e qabool wa hai muradon ki shab hai aaj
Dil mai khushi sarwar nazar mai ajab hai aaj
Saqi mujhe na cher k 13 rajab hai aaj
Rukh se naqab utha k naved zahoor de
Hazir hai dil ka jaam sharab e tahoor de
Saqiyq saqiya saqiya aur pila saqiya saqiya aur pila

Wo me pila ke jismai nabowat ki bu mile
Jis ke nashe mai hushn e imamat ki khu mile
Adam ko jis se khoi hui abru mile
Mai bhi piyun to mujh ko khuda ru ba ru mile
Wo me k jis mai subh e azl ka sarwar ho
Wo me k jis mai aal e muhammad ka noor ho

Kal ke liye ker aj khast sharab mai
Yeh soi zan hai saqiye kosar k bab mai
Galib nadeem dost se ati hai bu e dost
Mashgool e haq hoon bandagi bu e turab mai

Qum diyan gallan das k aekho kinda ae Salman
Minbar khas banao kite le le sun palarn
Pak Nabi se bazu chaya Maula kon hai khud samjhaya

Godh mai le kr qalma sunaya Mir taqallum ko
Maa ne sabaq yeh pehla parhaya Mir taqallum ko
Beta hamesha yaad yeh rakhna mujh se ziada haq hai Ali ka

Poet by: Mir Takallum

Manqabat Khuwan: Mir Hassan Mir

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *