sabhi khush hain khudayi bhi khuda bhi n
ali ke sath hai zahra ki shadi
larka hai khuda ke ghar ka larki hai nabi ki ghar ki
ye arz o sama ka malik wo malika behr o bar ki
zameen raksan hai raksan asman bhi
bola ye khuda har janib rehmat ki ghata barse gi
jo bughz se banjar hogi bas wohi zameen tarse gi
utho jibreel ye kardo manadi
barat chali haider ki rehmat ke saye saye
barat ke agay agay har aik khushi main gaaye
nabi sare chale ban kar barati
haider hai kul e iman aur kul e ismat zahra
is sar pe wafa ka sehra is sar pe haya ka sehra
ye shehzada haiaur wo shazadi