Abutalib Ka Gharana - ZIARAT AND Noha Lyrics

Abutalib Ka Gharana

Bara Mehbub Gharana AbuTalib Ka Gharana
Gulaam Inka Hai Zamana Abu Talib Ka Gharana

Kiya Har Kaam Usi Ki Riza Main Razi Reh Kar
Khuda Ke Din Ki Khatir Hazaaro Sadmain Seh Kar
Karin Har Dam Shukrana Abu Talib Ka Gharaana

Risaalat Ho Ke Imaamat Wilaayat Ho Ke Tahaarat
Shafaat Ho Ke Sadaqat Sakhawat Ho Ke Shujaat
Har Ek Azmat Ka Thikaana Abu Talib Ka Gharaana

Kadhi Mimbar Te Khar Ke Kadhi Maidan Ta Larke
Kadhi Naize Te Charh Ke Kadhi Khutbe Parh Parh Ke
Sikhaawe Din Bachara Abu Talib Da Gharana

Kadhi Ban Pak Muhmmad Kadhi Ban Haider Safdar
Kadhi Shabbir te Mehdi Di Surat Duniya Andar
Hain Jandha Ana Jana Abu Talib Da Gharana

Diye Rahib Ko Bete Kiya Bezar Ko Buzar
Diye Hain Fitrus Ko Par Jagaya Hur Ka Muqaddar
Ye Hai Sakhiyon Ka Gharaana Abu Talib Ka Gharaana

Pukaara Jab Mushkil Ne Inhon Ne Ki Lajpaali
Sabhi Mangton Ke Pal Main Bhari Hai Jholi Khaali
Jhuka Jis Dar Pe Zamaana Abu Talib Ka Gharaana

Adha Salman Gadargar Ta Nokar Mesum Qambar
Adha Jibril Salami Da Sad Shahbaz Qalandar
Hai Barya Sab Da Thikana Abu Talib Da Gharana

Main Puchiya Teri Jaag Te Ke Toqeer Wadhayi
Ke Mohsin Kon Hai Tera Sada IslAM Di Ayi
Maida Mohsin Hai Purana Abu Talib Da Gharana

Safeena Nooh Ta Tola Tu Ye Imamd Ko Aye
Kabhi Naar e Namrodi Gul e Gulzar Banaye
Sheefat KA Parwana Abu Talib Ka Gharana

Hain Ala Sare Jaag To Sakhi Imran Ta Ayy Ghar
Salawa Sab Nu Dawa Eho Jawad O Sarwar
Na Ik Pal Nun Bhi Bhulana Abu Talib Da Gharana

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *