Ap Kya Janey Fatima Kya Hai

Syeda Tahira Abida Zahida Taiyaba Raziya Marziya Adila Sajida
Hura Batool E Azara

Surah E Qadr Ka Yeh Nara Hai
Ap Kya Janey Fatima Kya Hai

Jis Ko Mukhtar E Amr Kehtha Hain
Jis Ki Ratoon Ko Qadr Kehtha Hain
Subho Ko Jis Ki Fajar Kehtha Hain
Shaam Ko Jis Ki Asr KehthayHain
Har Zamanay Pa Jis Ka Qabza Hain

Qadr Jis Ko Sada Qaza Na Kaha
Syeda Jis Ko Murtaza Na Kaha
Apni Maa Jis Ko Mustafa Na Kaha
Kanzay Maghfi Jisay Khuda Na Kaha
Jis Ki Chokhat Pa Kaba Jhukta Hain

Jis Kay Dar Sa Ho Hal Ata Ko Ata
Inaman Ki Aman Ka Hai Gosha
Kul Kafa Jis Ko Khud Gawaha Bana
Fateha Kar Rahi Hai Jis Ki Sana
Pura Quran Hee Qasida Hai
Ap Kya Janee Fatima Kya Hai

Jis Ki Chadar Ko Asmaan Kahiye
Apnay Bachon Ka Sahiban Kahiye
Isko Alhumd Ka Nishaan Kahiye
Hushr Kid Hoop Main Amaan Kahiye
Kulay Imaan Ka Jo Musala Hai

Jiska Baba Rasool Aashiq E Rab
Jiskay Baita Hassan Hussain Laqab
Yeh Jahan Main Hain Sab Say Acha Nasab
Jiska Shohar Ali Ameer E Arab
Surah E Noor Jiska Shajrah Hai

Yeh Gharaana Sakhi Mila Humko
Isi Ghar Say Nabi Mila Humko
Har Wasi Har Wali Mila Humko
Aik Wali Kya, Ali Mila Humko
Isi Ghar Say Khuda Bhi Paya Hai

Jiska Aik Baita Hai Imam E Hassan
Aik Baita Hussain Shah E Zaman
Ai, Abbas Mislay Qila Shikan
Jis Nay Seekha Ali Say Jang E Ka Fan
Jis Ka Dariya Pa Ab Bhi Qabza Hai

Ghazi Bola Mizaaj Keher Main Hai
Mera Hum Pala Koun Sheher Main Hai
Pyaas Ka Sud E Baab Neher Main Hai
Neher Yeh Syeda Ke Neher Main Hai
Meher Yeh Khud Khuda Na Rakha Hai

Dar Pay Jo Sar Jhuka Nahi Karta
Deen O Majid Wo Paa Nahi Sakta
Har Koyi Dark O Paa Nahi Sakta
Aira Ghaira To Aa Nahi Sakta
Malakul Mawt Aa Ka Rukta Hai

Leave a Comment

error: Content is protected !!