Ali Kay Bad
Ghar Mein Ali Ke Barpa Hai Mahshar Ali Ke BaadBehnon Se Bhai Rote Thy Chup Kar Ali Ke Baad Kehte Thy Baba Kyun Mujha Paidal Chala KaroZainab Ye Sochti Rahi
Ghar Mein Ali Ke Barpa Hai Mahshar Ali Ke BaadBehnon Se Bhai Rote Thy Chup Kar Ali Ke Baad Kehte Thy Baba Kyun Mujha Paidal Chala KaroZainab Ye Sochti Rahi
Shaheed e Masjid e Kufa Hussain Ka BabaQateel e Ghurbat e Zahra Hussain Ka Baba Use Tu Maar Diya Tha Madine Walon NeHua Hai Qatal Dobara Hussain Ka Baba Ridain
Ameer Esa Ka Jis Pa Gurbat ki Inteha Hai Faqat Ali Hai Wo Jis Main Qatal e Batool Sehna Ka Hosla Faqat Ali Hai Sadain Kufa Main Da Raha Hai
Ro Ro Ke Ye Sada Di Masjid Mein Fatima NeAyega Mera MehdiMain Muntazir Hoon Uski Ab Mera Haq DilaneAyega Mera Mehdi Usko Sabhi Khabar Hai Kis Ne Hai Dar JalayaTegh
Likhne Wale Ne Khat Main Ye Likha La Liya Youn Ghadeer Ka BadlaHum Na Zahra ko Hai Bhot Mara Jab Wo Haq Mangna Ko Ayi Thi Sath Beta Gawah Layi
Ali Ke Samne Mara Hussain Ki Maa Ko Koi Bachaney Na Aaya Hussain Ki Maa Ko Ali Ne Dekhey Nishaan Thokaron Ke Bazu ParNa Jane Kis Tarha Mara Hussain Ki Maa
Pehla Taboot Tha Madine Mein Shab Ke Parday Mein Jo Uthaya GayaQabrein Chalees Hain Gawah Iss Ki Yeh Janaza Bohat Chupaya Gaya Jis Ka Ailaan Nahi Howa Koi Yeh Madine
Zakhmi Chehra Khoon Rawan HaiWo Hasnain Ki Maa Hai Jis Ke Rukh Par Surkh Nishan Hai Shahid Hai Ghar Ki DeewareinRukne Par Hain SaanseinJo Bus Kuch Din Ki Mehman Hai
Sada Deti Thi Ye ZahraAli Se Puchna Baba Gira Jab Mujh Pe Darwaza Guzrate Jate Thy Aada Main Beti Hoon So Baba Ki Tabiyat Ko Samjhti HoonTamacha Kis Ne Mara
The finest collection of Noha, Manqabat, Dua, Hadees, and Ziarat to enrich your spiritual journey and deepen your connection to Islamic traditions.
Copyright © Ziarat Online 2025. All rights reserved.