Haider Haider Haider Haider Haider
Ilm Ke Shar Ka Dar
Ammra e Wahdat Ka Asar
Manea e Shams o Qamar
Abu Talab Ka Pisar
Noor Ka Noor e Nazar
De Ke Kanon Main Azan
Mujha Sa Ye Kehti Thi Maa
Baqi Hain Lal Mere
Jab Talak Jan Main Jan
De Sada Sham O Sehar
Waqat Hai Sheikh Abhi
Chor De Zid Ye Teri
Maan Le Hukum e Nabi
Keh e Mola Hai Ali
Keh De Ayy Khaki Bashar
Khalq O Khilqat Ka Bayan
De Ke Kehta Hai Khuda
Maine Jis Hath Sa Hai
Khalq Adam Ko Kiya
Wo Mera Daste Hunar
Ba Ke Nokte Ke Sabab
Lafza Mani Sa Jura
Ayat e Sid o Seeqat
Us Taraf Sare Mura
Moar De Haq Ko Jidar
Shab e Miraj Nabi
Ya Khuda Kehte Gaye
Aik Agothi Dekhi
Lafaz Tabdeel Huain
Phir Kaha Sare Safar
Aj Hai 13 Rajab
Ale Kaba Hai Ajab
Hum Faqeeron Ki Tehra
Chand Ko Takta Hai Jab
Kehta Hai Kaabe Ka Dar
Shirak Ka Juram Kia
Sar Noshari Ka Kaata
Wo Muqasar Jo Na Tha
Jab Be Wo Zinda Hwa
Bol Utha Bar e Digar
Roz e Khaiber The Ajab
Tagh e Haider Ki Chamak
War Kerte The Ali
Par Bachata Tha Malak
Kehta Tha Joar Ke Par
Roz e Safeen Jari
Rakh Ke Qadmon Pa Jabee
Bap Say Kehta Raha
Main Be Abbas Nahi
Her Taraf Hona Ager
Qabar Main Pucha Gaya
Kon Razaq Hai Tera
Waqt Akbar Tha Ajab
Kehna Tha Mujko Khuda
Keh Diya Main Ne Magar
