Jaisa Mera Mola Waisa Koi Nahi - ZIARAT AND Noha Lyrics

Jaisa Mera Mola Waisa Koi Nahi

Ya Shah E Auliya Waris E Mustafa
Ya Ali Murtaza Ya Ali Aeliya
Ya Ali Ya Ali Ali Ali Ali
Koi Nayi Ali Jiya Koi Nayi

Jaisa Mera Mola Waisa Koi Nahi
Saqi E Kausar Shafa E Mehshar Koi Nahi Hai Tere Barabar

Tera Rajab Ko Ab Bhi Kaba Hans Kar Kehta Hai
Main Wo Sadaf Hon Arsh Ka Gohar Jis Mein Rehta Hai
Mera Qibla Mera Kaba Mera Malik Mera Aaqa

Dar Par Apne Tara Bulaya Suraj Paltaya
Faqain Kar Ke Rizq Jahan Ko Us Ne Pohanchaya
Parh Kar Ye Haider Ka Qaseeda Kehti Hain Khud Fatima Zahra

Khum Mein Nabi Ne Ye Farmaya Haider Haider Kar
Ban Ja Momin Parh Le Kalma Haider Haider Kar
Jo Bhi Kar Le Qabar Se Bahir Ho Ga Teri Qabar Ke Andar

Pani Aap Darakht Nun La Ke Kita Si Taiyar
Ishq e Ali Di Mesum Keeti Fir Jari Guftar
Jini Wari Khanjar Chaliya Oni Wari Mesum Dasiya

Qaid Nahi Hai Is Main Koi Shia Sunni Ki
Wajib Hai Har Ik Pe Mohabbat Mere Bhai Ki
Maan Ke Sab Ye Qaul E Payamber Dil Se Pukaro Haider Haider

Azal Se Aik He Manzar Hai Meri Aankhon Mein
Main Kaisa Khana E Kaba Kisi Taraf Dekhon
Tu Khud Bhi Ishq Ki Majboriyan Samjhta Hai
Najaf Se Aankh Hata Tou Teri Taraf Dekhon
Shah E Wilayat Shams E Imamat Qasim E Janat Kun Ki Haqeeqat

Shams Bhittai Sachal Baahu Khawaja Ajmeri
Mola Tere Naam Ki Mala Japta Hain Sab He
Kar Ke Dhamalein Wajad Mein Aa Kar Kehta Hai Ye Lal Qalandar
Dama Dam Mast Qalandar Hussaini Lal Qalandar Ali Da Pehla Number

Aflak Se Layi Jati Hai Seeno Main Chupayi Jati Hai
Tauheed Ki Main Sagar Se Nahi Aankhon Se Pilayi Jati Hai
Saqiya Saqiya Saqiya Our Pila Our Pila Our Pila
Saqiya Our Pila Our Pila Our Pila

Har So Rawaan Hawa e Khumar e Tarab Hai Aaj
Baab e Qabool Wa Hai Muradoon Ki Shab Hai Aaj
Dil Mein Khushi Surror Nazar Main Ajab Hai Aaj
Saqi Mujhe Na Chair Ke Terah 13 Rajab Hai Aaj
Rukh Se Naqab Utha Ke Naveed e-Zahoor De
Hazir Hai Dil Ka Jam Sharab e Tahoor De

Woh Main Pila Ke Jis Mein Nabowat Ki Bo Mile
Jis Ke Nasha Mein Husan e Imamat Ki Kho Mile
Aadam Ko Jis Se Khoyi Hoi Aabro Mile
Main Bhi Piyon Tu Mujh Ko Khuda Rubaro Mile
Wo Main Ke Jis Mein Subh e Azal Ka Surror Ho
Wo Main Ke Jis Mein Aal e Muhammad Ka Noor Ho

Kal Ke Liye Karaaj Na Khisat Sharab Mein
Ye Soye Zan Hai Saqi e Kausar Ke Baab Mein
Ghalib  Nadeem e Dost Se Aati Hai Bo e Dost
Mashgool e Haq Hoon Bandagi e Buturab Mein

Khum Diyaan Galaan Das Ke Aho Kehnda Aye Salman
Mimber Khas Banawar Kita Le Le Sanr Palaa
Pak Nabi Ne Bazu Chaya Mola Kon Ayy Khud Samjhaya

Gaud Main Le Kar Kalma Sunaya Mir Takallum Ko
Maa Ne Sabaq Ye Pehla Parhaya Mir Takallum Ko
Beta Hamesha Yaad Yeh Rakhna Mujh Se Zyada Haq Hai Ali Ka

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *