Kismat Mein Jo Nahi Hai Mangi Hussain Se

Gunahgaar Ho Kesa Nijaat Milti Hai
Mere Hussain Ki Allah Se Baat Milti Hai

Bata Gaya Hai Rahib Jaha Ko Is Dar Se
Naseeb Mein Jo Na Hoo Wo Kherat Milti Hai
Looh O Qalam Ke Malik Zahra Ke Chain Se
Kismat Mein Jo Nahi Hai Mangi Hussain Se

Jis Roz Wo Aye Duniya Mein Fakhar E Kibriya
Futrus Ko Dardaiel Ko Kis Ne Di Shifa
Pocho Nabi Se Fatehe BAdro Hunain Se

Shabbir Wo Hai Jiska Maqrooz Hai Khuda
Zahid Ki Tarah Mang Lo Hai Ye Dar E Sakha
Us Naaz E Ambiya Se Us Deen ki Zain Se

Deen E Nabi Ke Sar Se Mushki Jo Taal De
Kar E Khuda Mein Wo Jo Ashar Sawal De
Khoon E Ali muhammad Ke Noor E Ain Se

Kia Hai Basaat Rag Mein Khursheed Ki Bhala
Likhne Ko Roz Milta Unki Nalain Se
Kismat Mein Jo Nahi Hai Mangi Hussain Se

Poet: Haider Khursheed
Qaseeda: Hamza Ali

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *