Ya Rab Koi Masooma

Ya Rab Koi Masooma Zindan Main Na Tanha Ho
Paband Na Ho Aahain Rona Pe Na Pehra Ho

Thi Jis Ko Neend Aati Shabbir Kai Seenai Paar
Zinda Dar e Zinda Uskai Liyai Kazaa Ho

Zindanon Sai Aati Thi Awaaz Sisaknai Ki
Jaisai Ke Sakina Ko Haar Zindaan Ro Raha Ho

Takraye Na Wo Kyun Kaar Zindan Ki Deewaron Sa
Bhayi Sa Aur Phuphi Sa Jis Ko Juda Kiya Ho

Zindan Main Ayy Najafi Yad Aayi Sakina Ki
Dil Ro Ro Keh Raha Hai Ab Na Ujala Ho

Leave a Comment

Your email address will not be published. Required fields are marked *